Anonymous – Health

Baba mere bhai ka lever damage ho gya hai usko bacha lo Baba jii wo bhi aap ka bachaa agar us se koi galti hui hai toh please 🙏 usko maaf kar do please Baba jii usko bacha lo😢aap uski help nhi kroge toh usko koun bachayga aap he humari maa ho aap he humare pita ho baba samhal lo usko aap ke bharose chor rhi hu mera viswas mat tutne dena baba 🙏🙏🙏🙏