Neeraj Madan – Health

Baba please kripa rekhna. Baba papa ko thik kar do. Baba papa ki kidney ki problem solve kar do. Baba aap jante ho mere papa ne kabhi kissa ka bura nahi kiya. Baba apni daya drishti rekho mere papa pe. Baba daya karo. Baba papa ko thik kar do aur jaldi se unko shakti do ki woh thik ho jayan. Sirf Aapki daya drishti chahiya hai. Om Sai Ram