Vaishali vivek bansod – Family

Pranam mere sai baba 🙏aapka ashirwad bana rahe humare pure pariwar par🙏humare upar paise ka jo karna hai wo khatam ho jaye aur humari financial condition amchi ho jaye baba yahi prayer karti hu aapse🙏 shirdi aane ka bhut dil kr raha hai baba karanya k 12th k exam hai usko ashirwad dijiye baba🙏